4/11/19

Main #banzar zameen sa, Woh pehli #baarish si❣️
Main #murjaya phool sa , Woh nayi #khilti hui kali si❣️
Main #musafir manzil ka , Woh #raasta mere sahil ka❣️
Main adhi #adhuri baat sa , Woh #poore jazbaat si❣️
Main #an_kahe ehsas sa , Woh ek #muqamal ishq si❣️
Main #bikhri hui tooti lakeeron sa , Woh ek #khushnuma kismat si❣️
Main ek #toot_ta hua tara , Woh khoobsurat #asmaan si ❣️
Main #talab_gar muskaan ka , woh khusiyon ki #kaynaat si ❣️
Main ek #kafir sa insaan ,Woh #khuda ki inayat si❣️