1/21/23

Ulajh karke teri julfon mein......

Ulajh karke teri julfon mein yu aabad ho jau ,

Ki jaise lucknow ka mai aminabad ho jau ,

Main yamuna ki trah tanha niharu taj ko kab tak...

Koi ganga mile to fir mai Allahabad ho jau ,

Aur gazal kehne laga hu ab zara sa muskura to do.. 

Yahi to chahti thi tum na ki main barbad ho jau  !!