4/24/19

Maa❤️

Dedicated to Maa
Yeh kaamyabiya'n, izzat, yeh naam tum se hai,
Khuda ne jo bhi diya hai maqam tum se hai..
Tumhare dam se hain mere lahoo mai khilte gulaab,
Mere wujood ka saara nizam tum se hai...!!

4/11/19

Main #banzar zameen sa, Woh pehli #baarish si❣️
Main #murjaya phool sa , Woh nayi #khilti hui kali si❣️
Main #musafir manzil ka , Woh #raasta mere sahil ka❣️
Main adhi #adhuri baat sa , Woh #poore jazbaat si❣️
Main #an_kahe ehsas sa , Woh ek #muqamal ishq si❣️
Main #bikhri hui tooti lakeeron sa , Woh ek #khushnuma kismat si❣️
Main ek #toot_ta hua tara , Woh khoobsurat #asmaan si ❣️
Main #talab_gar muskaan ka , woh khusiyon ki #kaynaat si ❣️
Main ek #kafir sa insaan ,Woh #khuda ki inayat si❣️